Monday, November 19, 2007

Tamanna

Milna kis kaam ka agar dil na mile,
Chalna bekaar hai agar manzil na mile,
Manzhdhar mai doob janna accha,
Uske ki nazar mai aake sahil na mile

2 comments:

Anonymous said...

tamanna hai betain lamhoo ke wapis aane ki, tamanna hai har pal apko khushi dene ki , tamanna hai galtiyon ko sudharnee ki, tamanna hai phir uss zindagii ko jeene ki..

AMIT@XLRI said...

Mr./Ms. anonymous,
Aankh bandh karoge ,
Har lamha aa jayega,
Duniya ke samne hanslo,
Aankho se jhalak jayega.....
Regards
Amit trivedi