Monday, November 19, 2007

TANHA

Jab ek tanha sard subah,
Mai anant sunya mai talashta,
Kabhi apne aap ko kabhi tumko,
Meri yaadein dur tak jaati hai,
Phir lautti hai takrakar,
Ghane khore ke saaye the unpar,
Aur osse ki chand boondein,
Bonndon mai dikhta chehra tera,
Mai boondon mai talashta,
Kabhi tumko kabhi apne aapko,
Tanha khada raha ... sirf tanha.. bas tanha

No comments: